Total Pageviews

Monday 28 November 2016

Friday 25 November 2016

TAZABZUB

Khizan ki thandi aanch mein thartharata
Tanha, ma'zoor pata hi janta hai
Tund hawa ka yakh-basta jhonka
Us pey
Ehsaan kar gaya hai
Ya zulm!